Hello Dosto,
Aaj Mai Aap Ko Batane Ja Raha Hu Ki Infolinks Kya Hota Hai.or Kaise Ham Infolinks par Apna Accounts Bana Sakte Hai .Aap Agar Blogger Hai to Aap Bhi Sochte Ho ge ki kuch aisa ho jisse aap ko paisa mile .ho sakta hai ki aap ne apna Blog Paise ke liye banaya ho Ya ho sakta hai ki aap ko blogging Basand ho is wajah se Banaya ho .
Agar aap ko bloging karna pasand hai to aap ki pasandgi ke sath sath aap ko ya kisi ke ko bhi paise mile to mere khayal se koi bhi mana nahi kare ga .or agar aap ne paise kamane ke liye ye blog banaya hai to aap ko ye janna bahut jaroori hai ki aap apne blog ko kin- kin tariko se Paise Kama Sakte hai.
Unme se ek tarika ye Bhi Hai jo aap ko kuch paise kamane me madad kare ga.to mai batane ja raha hu ki blog me ham Infolinks se bhi Paise Kama Sakte Hai.
Kya Hai Infolinks :-
Infolinks ek aisi Company hai jo Kewal Text Par Kaam karti Hai ye Bhi text ko search kar ke jo link Banane layak hai usko scan kar ke usko Link bana deti hai or jab koi us links par click karta hai to hamko paise milte hai or iske sath -sath sath company ko bhi paise milte hai
Internet-se-paise-kaise-kamaye
Infolinks Kaise Kaam Karti Hai :-
Infolinks ke Pass Jab Koi Advertyser aata hai to wo usko Le lati hai or jab hamko jo bloging karte hai us sab ko wo code deti hai or jab koi hamari site par aata hai to Infolinks ke dwara wahi add aate hai jo visitor hamare site par aane se pahle dekh raha hota hai jaise ki hamari site par aane se pahle wo kisi book ko search kar raha hai to jab wo hamari site par aaye ga to usko sabhi book ke hi add aaye ge .
Infoliks ka kaam se jo bhi add hamari site par dikhe ge visitor ko agar wo unpar click kare ga to hamko bhi paisa mile ga isse infolinks ka advertyse ka kaam pura ho jaye ga or hamara bhi kaam ho jaye ga.
Isse Visitor Ko Bhi aasani ho gi ki ho sakta hai wo jo book search kar raha ho usko wo mil jaye or hamari blog ya site par baar baar aata rahe.
Tally-me-new-company-kaise-banye
To Sayad aap Samajh Gaye Ho Ge Ki Infolinks Kaise Kaam karta hai.agar iske baad bhi aap ko koi jankari leni hai to aap hamko Niche Msg ke dwara jankari le sakte hai.
Infolinks Payment kaise Karta Hai :-
Infolinks Hamko Bahut Tarah Se Payment Karta Hai.
1).Paypal Accounts -50$
2).echek - 50 $
3).Payoneer - 50 $
4).Bank Write Transfer - 100$
Iske alawa bhi bahut se hai lakin abhi yahi de raha hu.Inme se aap jis option ko pasand karte hai jab uski limit cross hogi tab aap ko limit cross hone ke 45 din ke baad aap ko payment aaye gi.
Infolinks kitne Tarah Ke Add Deta Hai :--
Infolinks 5 Tarah Ke Add Deta Hai aap ke Blog me ya site me.
1).Intext - is add me Advertyse ek text ke roop me aata hai
2).Infold - Ye Add Site ko khulne ke kuch samay baad Niche se aata Hai
3).Intag - Ye Add Tag Ke Roop Me Aata Hai
4).Inframe - Ye Add Frame Ki Tarah Side Par aata hai
5).Inscreen - Ye Add Screen Ke Upar Se Aata Hai
Mere Khayal Se Ab Aap Ko Infolinks Ke Bare Me Sari Jankari Ho Gayi Ho Gi To Ab Aap Apna Accounts Banana Cahte Ho Ge Infolinks Me To Aap Yaha Click Kar Ke Accounts Bana Sakte hai
Infolinks Accounts Kaise Banate Hai : -
Infolinks Accounts Ko Banane ke liye aap ko 2 cheejo me se kisi bhi ek cheej ki jaroorat hoti hai
1).Gmail Accounts
2).Facebook Accounts
Ab aap ko Dekhna hai ki Infolinks me Login Karne ke liye aap ko kon sa tarika pasand hai
Jab aap isko open kare ge tab aap ko ye window khule gi
Isme aap ko jo Tarika Pasand aaye usko chooj kare
Sabse pahle aap publiser Par Click Kare.or ye aasani se ban jati hai agar publiser par pahle se aa raha hai to aap ko ye click karne ki koi jaroorat nahi hai.

Aap Ko Apna Accounts Banane Ke Liye Kuch Step Mai Bata Raha Hu wo Kare.Maine Gmail se Banayi hai is liye mai usi se bata raha hu.
1).URL Id (Website ya Blog) Ki Id Dalni Pade Gi
2).Aap ko apna Naam Dalna Hai Jo Aap Apne Account Me Dekhna Cahte Hai
3).Aap Ko Apni Gmail User (Gmail Accounts Mail )Dalni hai
4).Aap ko Apna Password Dalna Hai Jo Yaad Rakhne me aap ko Aasani Ho
5).Uske Baad aap ko Save Karna ha.
Lo Ji Ban Gaya Aap Ka Infolinks Me Accounts.Ab Aap Ko Apna Pass Code Copy Karna Hai Or Agar aap Blogger Hai to Waha Par Step Diya Gaya Hai Waisa Hi Aap Ko Karna Hai .
Ummeed Karta Hu Ki Aap Ko Hamara Ye Blog Samajh Me Aaya Ho Ga.Fir Bhi Agar Koi Paresani Hai to Aap Hamko Niche Comment Kar Ke Puch Sakte Hai.
Aap Ko Hamari Ye Post Kaisi Lagi Pls Batana Na Bhule Or Share Karna Na Bhule
Aap Ka Apna
Aman Mastana Katiyar
These is a really great article, thank you for sharing and i would like to say that, please keep sharing your information for us.
जवाब देंहटाएं