Revenuehits Kya Hota Hai or Isse Paise Kaise Kamate Hai
Hello Dosto,
Aaj Mai Aap Ko Batau Ga Ki Revenuehits Kya Hote Hai or Isse paise Kaise Kamate Hai Jab Ham Apna Blog Bana Lete Hai To Hamko Lagta Hai Ki Hamari Trafic Kaise Badhe,Or Tab Trafic Bhi Bad Jati Hai Lakin Paisa Nahi Milta Hai To Ham Niras Ho Jate Hai or Sochte Hai ki Kya Fayda Hai Hamko Blog Banane Ka or Ham Blog Band Kar Dete Hai
Aaj Mai Aap ko Batau Ga Ki Jab Hamare Blog me Trafic Badh Jata Hai to Revenuehits Me Apna Accounts Banane Ki Jaroorat Padti hai Jaha Se Ham Paise Kama Sake or apni Baat Ko Sabhi Tak Pahucha Sake .
Internet-se-paise-kaise-kamaye
Tab Khayal Aata Hai Ki Jab Ham Blog Banate Hai to ham Sochte Hai ki Hamko Kuch Paisa Bhi Milta Rahe lakin Paisa to Tab Mile ga Jab Hamko Koi Apna Advertysement De Ga .or Tab Talash hoti Hai Aisi Company ki jo hamko onLine Advertyse de.
To Aayiye Aate Hai Main Topic Par
Revenuehits Hai Kya : -
Revenuehite Ek Aisi Company Hai Jo Hamko Apne Add Dikhane ke Paise Deti Hai.
Aaj Mai Aap ko Batau Ga Ki Jab Hamare Blog me Trafic Badh Jata Hai to Revenuehits Me Apna Accounts Banane Ki Jaroorat Padti hai Jaha Se Ham Paise Kama Sake or apni Baat Ko Sabhi Tak Pahucha Sake .
Internet-se-paise-kaise-kamaye
Tab Khayal Aata Hai Ki Jab Ham Blog Banate Hai to ham Sochte Hai ki Hamko Kuch Paisa Bhi Milta Rahe lakin Paisa to Tab Mile ga Jab Hamko Koi Apna Advertysement De Ga .or Tab Talash hoti Hai Aisi Company ki jo hamko onLine Advertyse de.
To Aayiye Aate Hai Main Topic Par
Revenuehits Hai Kya : -
Revenuehite Ek Aisi Company Hai Jo Hamko Apne Add Dikhane ke Paise Deti Hai.
Isme Visiter Ke Dwara Kiye Jane Wali Har Activity Par Hamko Paise Milte Hai Jab Koi Bhi Visiter Hamari Site Par Kishi Bhi Tarah Par Reaction Karta Hai Ya Click Karta Hai To Uske Hamko Paisa Milta Hai Ye Company 2008 Me Banayi Gayi Thi.
Revenuehite Ads Kaise Deti Hai : -
Revenuehite Hamko Ads 8 Tarah Se Deti Hai Iske Formate Alag Alag Hote Hai Jaisa Ki Aap Niche Ki Image Me Dekh Rahe Hai.
Is Tarah Se Hamko Bahut Se Formate Me Add Milte Hai Hamko Apni Site Ya Blog Me Kaise Dikhana Hai ye Hamko Choos Karna padta Hai.Jo Bhi Hamko Pasand Ho Ham Usko Select Kar Lete Hai
kya-hota-hai-infolinks-kaise-milte-hai
Isme Hamko Ye Option Milte Hai Inme Se Aap ko jo Bhi Pasand Aaye Select Kar Lo
1).Banners
2).Popunders
3).Slider
4).Shadow Box
5).Top Banner
6).158*21 Button
7).Footer
8).interstitial
Revenuehite Payment Kaise Karta Hai :-
Revenuehits Payment 3 Tariko Se Payment Karti Hai
1).Paypal
2).Payoneer
3).Wiretransfer
In Sabhi Madhyam Me Se Kisi Ek Madhyam ko Select Kar Sakte Hai .Jisme Ham Kewal Paypal Ke Madhyam se Kewal 20 $ Me Hi Payment Le Sakte Hai
To Ab Aap Jaan Chuke Hai Ki Ye Kaam Kaise Karta Hai Agar Aap Apna Accounts Banana Cahte Hai to Yaha Se Bana Sakte Hai Niche Click Kare
To Kaise Banaye Revenuehits Accounts Kaise Banaye :-
Is Me Aap Ko 2 Step Me Apna Accounta Banana Pade Ga Ye Bahut Hi Aasan hai Isme Apna Accounts Banana.Mai Yaha Aap Ko Step By Step Bata raha Hu.
(1).
Sabse Pahle Aap Ko Iski Site Par Ja Kar (Upar Jaha Creat Accounts Likha Hai Yaha Se Jaye)SING UP Karna Ho Ga.Waha Click Kare
(2)
Uske Baad 1 Window Khule Ga Usme Kuch Jankari Bharni Hai Niche Jo Window Hai Waha Diya Gaya Hai Usko Bhare.
1).Aap Ka First Name (Jo Aap Ka Naam Ho)
2).Aap Ka Last Ka Naam( Aap Ki Cast Bhi Ho Sakti Hai)
3).Jis Naam Se Aap Is Site Me Apna Naam Dikhana Cahte Hai Wo Naam Bhare
4).Apni Site Ya Blog Ka URL Link
5)Trafic Type Me Aap Web Hi Dale To Accha Hoga Kuch Or Bhee Select Kar salte Hai
6)Yaha Aap Blog Ya Jis Cheej Ki Aap Ki Site Hai Wo Select Kare
7).Uske Baad Aap Submit Ka Batan Dabaye
Uske Baad Dusri Window Khule Gi
1). Isme Aap Ko Jo Naam Is Site Me Show Karna Ho
2).Isme Aap Ko Jo Password Yaad Rahe Wo Dale
3).Apni Email Id Dale
4)Apna Phone Number Dale Jo Chalu Ho
5)Dono Ko Add Karne Par Jo Aaye Wo Dale
6).Accept Kare
7)Submit Kare
(3)
Iske Baad Ek Mail Aap Ke Mail Is Me Jaye Ga Jo Aap Ne Isme Dali Hai Usko Login Kare .Uske Baad Aap Aap Ko Link Par Click Karna Hai.Uske Baad Jo Window Khule Gi Usme Apna User Id Or Password Dale.Ek Window Khule Gi.Waha Par Aap Ka Account Ban Kar Taiyar Ho Gaya
Revenuehits Ke Ads Ko Apne Blog Me Kaise Dale : -
Aayiye Chalte Hai Iske Ads Ko Ham Apne Blog Me Kaise Lagaye Step By Step
1).Sabse Pahle Aap Placement Me Click Kare .
2).New Placement Par Click KareUske Baad Ek Window Khule Hi Jis Type Ka Add Lagana Cahte Hai Wo Click Kare Jaisa Upar Dikhaya Gaya Hai
3).Uske Baad Ek New Window Khule Gi Jisme aap ko Basic Information Dalni Ho Gi
4)Pahle Box Me Aap Ko Apna Naam Daslna Ho ga
5).Dusre Box Me Aap Ko Pahla Option Hi Select Karna Hai
6).Or Bade Se Box Me Aap Ko Discription Dalna Hai Agar Kuch Dalna Cahte Hai to Warna Apna Naam Bhi Daal Sakte Hai
7)Uske Baad Aap Ko Pahle Wali Window Par Kuch Naya Dikhne Lage Ga Uske Left Side Arrow Par Click Kare
8).Clck Karte Hi Tag Code Show Hoga Usko Copy Kar Le
9)Uske Baad Aap Ko Apni Blogger Wali Id Kholni Hai.
10).Uske Baad Aap Dash Bord Me Jaye Or Layout Par Click Kare
11).Usme Aap Ke Left Side Me Add A Gudget Likh kar Aaye Ga Uske Baad Ek Window Khule Gi Jisme Aap Ko HTML/JAVA Script Par Click Kar Ke Bade Se Box Me Copy Kiya Hua Code Dalna Hai or Uske Baad Save Kar Dena Hai. Bas Uske Baad Ban Gaya Aap Ka Accounts
Aap Ko Ye Jankari Kaisi Lagi Ye Batana Na Bhuliye Ga Agar Apasand Aayi ho to Share Jaroor Kare
Koi Jankari Lene Ke Liye Niche Comment Box Me Comment Kare
Aap Ka Apna
Aman Masatana Katiyar
badhiya post boss. visit my site techindiaz.com
जवाब देंहटाएंbhai yeh 1 click ke kitne deti hai
जवाब देंहटाएंJandail Singh Dhanyawad
जवाब देंहटाएंSachin Kaushik Ji Ye Alag Alag Hai Ye Paiso Me Deti Hai Lakin Wo Paise Bhi Doller ($ ) Me hote Hai
जवाब देंहटाएंpaisa paisa kardi ye
जवाब देंहटाएंyoutu.bemrg4w6libbq