Hello Dosto aaj mai aap ko ek
aisa Post Dene jar aha hu jiske liye sayad aap ne bahut sari mehnat ki hogi or
sayad aap safal bhi hue hoge ya nah bhi hue hoge lakin agar aap safal hue hai
to bahut acchi baat hai or agar aapa safal nahi hue hai to aaj meri is post ke
sahare sayad aap ko apni mehnat ka fal mil jaye waise to maine ye post kahi se
padhui hui hai or isko apne hatho se kiya bhi hail akin fir bhi sayad aap
hamari is post se aap ko bhi kuch madad mil jaye jaisa ki maine aap se wada kiya hai ki aap ki madad karna hi hamari khushi hai .
Kya Aap Blogger Se WordPress
Par Shift Hona Chahte Hai? Kya Aap WordPress Par Apna Ek New Blog Start Karna
Chahte Hai? Agar Aapka Jwab Haan Hai To Aapne Internet Par WordPress Par Apna
Blog Host Karne Ke Liye Hosting Providers Ke Plans To Jarur Dekhe Hi Honge.
WordPress Par Apna Blog Host
Karna Jyada Mehnga To Nahi Par Jaruri Nahi Ki Us Price Ko Bhi Sabhi Afford Kar
Paaye. WordPress Ke Liye Aapko Hosting Ke Liye Annually Kum Se Kum 5K Rupees To
Kharch Karne Hi Padenge. Aur Bina Hosting Kharide Aap WordPress Par
example.comKi Jagah Sirf example.wordpress.com url Wala Blog Hi Create Kar Skte
Hai.
Kaafi Log WordPress Ke Mahnge
Plans Ki Wajah Se BlogSpot Par Apna Blog Host Karte Hai, Lekin Baad Me Unhe
Lagta Hai Ki Shayad WordPress BlogSpot Se Better Blogging Platform Hai Lekin
Hosting Plans Ki Wajah Se Vo Hosting Nahi Kharid Paate Aur Unhe Apne Current
Blogging Platform Par Hi Rehna Padta Hai.
Aaj Mai Aapko Is Post Me
WordPress Par Free Domain Aur Hosting Ke Sath Apna Blog Start Karne Ke Baare Me
Btaunga. WordPress Ek Popular Blogging Platform Hai, Jis Par Duniya Ke 20% Se
Jyada Blogs Aur Website Host Kiye Ja Rahe Hai. Sath Hi WordPress Aapko Kisi Bhi
Dusre Blogging Platform Ki Bajay Jyada Customization Option Deta Hai Aur Aapka
Apne Blog/Website Par Pura Control Rehta Hai...Is Wajah Se Bhi Yeh Jyada Famous
Hai. To Chaliye Ab Mai Aapko Btata Hu Ki Aap WordPress Par Free Me Apna Blog
Kaise Host Kar Skte Hai.
Ek Free Sub Domain Ki Jagah Ek .in/com /net/org Wala Domain Jyada Faydemand Hota Hai Aur Yeh Aapke Readers
Ko Aapke Blog Ka url Yaad Rakhne Me Bhi Helpful Hota Hai. Domain Names Jyada Mehnge
Nahi Padte Hai Aur Aapko Ek Domain With Email 99 Rs/- Annually Easily Mil Jata
Hai.
Aap Chahe To Ek Domain
GoDaddy Se Buy Kar Skte Hai Ya Fir Yahi Domain Aap Ek Saal Ke Liye Free Me Use
Kar Skte Hai Aur Uske Baad Agar Aapko 1 Saal Se Is Blog Se Kuch Income Aur
Popularity Mile To Aap Iska Premium Version Use Kar Skte Hai.
To Chaliye Ab Mai Aapko Btata
Hu Ki Aap Kis Tarah Ek Free .com Domain Ke Sath Free Hosting Le Kar Apne Blog
Ko WordPress Par Host Kar Sakte Hai.
How To Get Free Hosting And A
Free .com Domain?
Step #1 - Get Your Free .com
Domain
1. Sbse Phle Apne Smartphone
Ya Computer Me Is Link Ko Open Kare. One.com
2. Page Open Karne Ke Baad
Aapko Domain Aur Hosting Plans Show Honge.
3. Ab Aapko Is Page Me Nmbr 1
Par Show Ho Rahe Plan Par Click Karna Hai.
( See Below Screenshot )
4. Ab Aapko Agle Page Me Apne
Domain Name Enter Karna Hai, Jo Aapko Chahiye.
5. Agar Aapka Domain Name
Available Hoga To Uske Saamne ✔ Icon Show Hoga.
6. Agar Aapka Domain Name
Available Hai To Search Box Ke Niche Apne Domain Name Par Click Kare.
Step #2 - Enter Your Billing
Details
1. Domain Select Karne Ke
Baad Aapko Agle Page Me Apni Basic Details Name Aur Email Address Karne Honge.
Enter Karne Ke Baad Next Par Click Kare.
2. Ab Agle Page Me Aapko Apna
Adress Enter Karna Hoga. Ye Puri Process Carefully Follow Kare Kyu Ki Ye Sbse
Important Hai.
3. Apni Country Me Germany Hi
Select Kare. ( Germany Ke Alawa Koi Aur Country Select Na Kare.
4. Ab Ek New Tab Me
fakeaddressgenerator.com Link Open Kare Aur Uske Baad Germany Select Kare.
5. Ab Aapko Yha Kisi German
Ka Address Show Hoga.
6. Ab Yha Se Address Copy Kar
Ke Carefully Billing Address Waale Page Me Paste Kar De.
7. Ab Aapko Yha Germany Ke
Mobile Number Enter Karne Honge Aur Unhe Verify Bhi Karna Hoga.
8. Germany Ke Mobile Number
Ke Liye Aap Ek New Tab Me Ye Link Open Kare – sms-receive.net
9. Ab Yha Se +49 Country Code
Waale Germany Ke Number Par Click Kare.
10. Ab Number Copy ( Without
Country Code ) Kar Ke Billing Address Me Paste Kar De Aur Proceed Par Click
Kare.
11. Ab Aapse Agle Page Me Yeh
Puchha Jaayega Ki Aap Payment Kaise Karenge?
Ghabrayiye Nahi Aapko Kuch Bhi Pay Nahi Karna Padega. Aap Bus
Bank Transfer Par Click Kar Ke Purchase Par Click Kare.
Step #3 - Verify Your Email
And Mobile Numbe
1. Purchase Par Click Karne
Ke Baad Aapko Ek Thank You Page Show Hoga.
2. Ab Ek New Tab Me Apna
Email Inbox Open Kare.
3. Yha Aapko One.com Ki Taraf
Se Aaya Hua Ek Email Milega.
4. Use Open Kare Aur Usme
Diye Huye "Go To Activation Page" Button Par Click Kare.
5. Ab Aapka Email Verify Ho
Chuka Hai. Ab Aapka Agla Kaam Hai Apna Mobile Number Verify Karna.
6. Iske Liye Aap Wapas Us
Page Par Jaaye Jha Se Aapne Number Copy Kiye The.
7. Us Page Ko Refresh Kare.
Aapko one.com Ki Taraf Se Aaya Hua Ek Verification Code Milega.
8. Us Code Ko Aap
Verification Page Me Enter Kare Aur Verification Process Complete Kare.
Step #4 - Set Your Account
Password
1. Mobile Number Verify Karne
Ke Baad Aapko One.com Ki Taraf Se Ek Domain Activation Ka Notification Show
Hoga.
2. Ab Aap Fir Se Apne Email
Inbox Me Jaaye Aur One.com Ki Taraf Se Aaye Huye Email Ko Open Kare.
3. Is Email Me Aapko “Select
Password” Wala Button Show Hoga, Us Par Click Kare.
4. Ab Ek New Tab Me
"Create Password" Wala Page Open Hoga.
5. Strong Password Enter Kare
Aur Save Par Click Kare.
Step #4 - Set Your Domain On
WordPress
1. Password Set Karne Ke Baad
Aapka Agla Kaam Hai - “Domain Ko Live Karna.”
2. Ab Aapke Saamne Kaafi
Saare Options Show Honge, Jaise Mail Administration, Website Builder, 1 Click
WordPress etc.
3. Aap “1 Click WordPress”
Par Click Kare.
4. Ab Agle Page Me “New
Installation” Par Click Kare.
5. Apne Blog Ki Language
Enter Kare Ya By Default “English” Hi Rhne De.
6. Ab Install Par Click Kare.
7. Ek Baar Fir Se Language
Select Kare.
8. Ab Aapko Agle Page Me Apne
Blog Ki Kuch Details Enter Karni Hogi.
9. Ab Aap Site Title, Username, Email Aur Ek
Extremely Strong Password Enter Kare.
10. Aapne
Successfully Ek WordPress Blog Bana Liya Hai. Ab Aapke Saamne Aapke Blog Ka
Dashboard Hai. Jo Kuch Is Tarah Ka Hoga. Jha Se Aap New Posts, Plugins, Themes,
Settings etc Access Kar Skte Hai.
Khair, Agar Aapke Mn Me Abhi
Bhi Free Blog Bnae Ko Lekar Koi Confusion Hai To Aap hamko msg kar sakte hai
I truly love your site.. Pleasant colors & theme. Did you create this web site yourself?
जवाब देंहटाएंPlease reply back as I'm hoping to create my own personal website and want to learn where you got this from or what the
theme is called. Thanks!
Hello Sir, Thanks For The Nice Article And Great Information.
जवाब देंहटाएंPurchase Domain Name Free For LifiTime
Definitely believe that which you stated.
जवाब देंहटाएंYour favorite reason seemed to be on the web the easiest thing to be aware of.
I say to you, I certainly get annoyed while people think
about worries that they plainly do not know about.
You managed to hit the nail upon the top and also defined
out the whole thing without having side-effects ,
people can take a signal. Will probably be back to get more.
Thanks
Pretty nice post. I just stumbled upon your weblog and wanted to say
जवाब देंहटाएंthat I have really enjoyed browsing your blog posts. After all I'll be subscribing to your feed and I hope you write
again very soon!
Howdy! I could have sworn I've been to this blog before but after looking at a few of
जवाब देंहटाएंthe posts I realized it's new to me. Regardless, I'm certainly happy I discovered
it and I'll be book-marking it and checking back often!
very nice information, thanks for sharing
जवाब देंहटाएंI appreciate, result in I discovered just what I was having a
जवाब देंहटाएंlook for. You've ended my four day lengthy hunt! God
Bless you man. Have a nice day. Bye
Hello it's me, I am also visiting this website on a regular basis, this site is
जवाब देंहटाएंactually fastidious and the people are really sharing nice thoughts.
If you are going for most excellent contents like me, only go to see this website all the
जवाब देंहटाएंtime for the reason that it offers feature contents, thanks
Hi Dear, are you genuinely visiting this website daily, if so afterward you will absolutely obtain nice know-how.
जवाब देंहटाएंFree me domain aur hosting kharidne ke bare me achhi jankari di hai. Dhanyavad
जवाब देंहटाएंsir aapki tarah ham bhi blogspot me theame kaise change kare
जवाब देंहटाएंThanks For Sharing!! Its really helpful for beginners, waiting for a more new post. Keep Blogging! Max Cloud Host WordPress hosting plans differ in terms of allocated resources and additional features available.
जवाब देंहटाएं