गुरुवार, 25 फ़रवरी 2016

Tally Me Purchase Bill Enter Kaise Kare

Hello Dosto,

Aaj Mai aap ko Tally Me Purchase Bill Kaise Enter Kare Is Ke Bare Me Jankari du ga.


Aap Jab Koi New ComPany Bana Late Hai To Usme Sabse Pahla Kaam Hota Hai Ki Apni Company Me Jo Bhi Purchase Ho Raha Ho Usko Kaise Enter Kiya Jaye Taki Aap Ko Pata Chal Jaye Ki Hamari Company me Kitna Purchse Hua or Kya Purchse Hua.


Jab Aap Ko Ye Pata Chal Jaye Ga Tab Aap Apni Compani Ke Sabhi Items ke Bare me jaan paye ge ki hamari Company ne Kya - Kya Purchse Kiya Hai Or Ab Usme Raw Matarial Kitna Hai .


Internet Se Paise Kaise Kamaye


Tally Me New Company Kaise Banaye


Purchse Ka Vouchers Enter Karne Se Pahle Jante Hai Raw Matarial Kya Hota Hai.


Row Matarial Hamari Company Me Jo Bhi Product (Item) Banta Hai Usko Banane Ke Liye Jo Bhi Kaccha Mal Ham Kharidte Hai Usko Row Matarial Kahte Hai.Ex Ke Liye Agar Hamari Company Shoes (Juta)Banati Hai to Usko Banane Ke Liye Chamda .Colour,Ya Kuch Or Kharidti Hai To Wo Us Company Ka Raw Matarial Ho Ga.To ab aap samaj gaye ho ge ki Raw Matarial Kya Hota Hai.


Ab aate Hai Apne Point Par.Purchase Ke Bill Kaise Enter Karte Hai Tally Me.



Step - 1 Open Company Icon & Open Company




Sabse Pahle Ham Tally Ke Icons Ko Doboul Click Karte Hai Jaise Ki Mai Pahle Bata Chuka Hu. Ek Window Khule Ga Usme Aap Ko Select Company Par Enter Karna Hai. Ab  Aap Ko apne dwara Banayi Company Dikhne Lage Gi Uspar Enter Kar ke Apni Company Select kariye 


Uske Baad Ek Dusra Vindow Khule Ga Jaha Par Aap User ID or Password Dale Ge Jo Password Aap Ne Company Banate Samay Dala Tha or Wahi User Bhi Dale Ge Jo Pahle Dala The Company Banate Samay.


Free Me Website Kaise Banaye


Freedom 251 Smartphone Kaise Book Kare


Ab Chalte Hai Step  No -2 Par



Step No -2 Enter Purchase Vouchers





Jab Aap Enter Marte Hai To Usme Kuch Option Khul Kar Aa Jate Hai Jisme Se Pahla Option Me Enter Mare Ge To Uske Ander Group or Ledger Ka Option Aaye Ga. Purchase Vouchers Enter Karne Ke Liye Sabse Pahle Aap Ko Ye Step Karna bahut Hi Jarori Hai.

To Aayiye Samajhte Hai In Dono Ko Ki Kya Hote Hai Group or Ledger.


Group : -  Group Wo Hota Hai Jab Ham Row Matarial Purchase karte Hai To Wo Raw Matarial Bahut tarah  ka Hota hai unko alag alag na likh kar ek Kaitagari me daal dete hai jai Chamda kai prakar ka hota hai un sabhi tarah ke chamde ko alag alag na likh kar usko ek Group me daal dete hai jab bhi ham Chamda Group Khole ge tab Chamda ki sari wairaiti (Type ke ) Ke Dikhne Lage Ge.To aap samajh gaye Ho Ge Ki Group Kya Hota Hai.Ek hi tarah me sabhi Matarial Ko ek sath rakhne ke liye jo main hota hai usko Group Kahte Hai.


Isko Banane Ke Liye Group me Enter Kare Ge or jis group me rakhna ho ga usko select kare ge or uske baad accseep kar le ge


Ledger :-  Ledger Wo Hota Hai Jo Group Ke ander ka Matarial Hota hai Jisko ham Kai Tarah Ke Items banate Hai Jaise Chamda red ,Chmda Blue Etc.Or Isko Banane Ke Liye Jab aap Ledger me enter kare ge to ek Window Khule gi.Usme Matarial Kam Naam Or Second Colom me Group ka Naam Daal Kar Enter Mar Kar Accsept Karwa de Ge .Lo Ban Gaya Ledger.


Bina Sim Card Ke Whatsapp Kaise Chalaye


Note : - Isi Tarah Se Ham Second Option me Inventery info  me bhi Raw mataril ka Ggroup or Items Bana Le Ge.Yaad Rahe Dono Group or Ledger Me Bahut Fark Hai Pahle Option Me Ham Parte ke Naam Ya Koi Naye Tarah ke Group or Ledger Bana Sakte Hai Lakin Second Me ham Raw Matarial Ka Bana Sakte Hai


Ab Chalte Hai Apne Main Point Par





Purchase Ki Entery Dalne Ke liye Accounting Vouchers Par Enter Kare Ge Ek Naya Window Khule Gi.jisme Sabse Uper Likha Ho Ga Pauchase Agar Na Likha Ho to Side Me Likha Hoga aap usko Click Kar Sakte Hai Ya Fir "F9" Button Dabaye.

Ref - Isme Bill Ka Number Dalna Hai or Ha Isse Pahle Aap "F2" Daba Kar Bill Ki Date Select Kar Le




Party A/c Name -Uske Baad Aap Ko Parte Select Karni hai Jo Aap Ne 1st Ledger Me Banayi Thi




Purchase Ledger - Yaha Par aap ko Purchse Ledger Select Karna Hai ki      "5 % " Ya "2%" Ya "12"                               Ya koi or Hai Jo Bhi aap  aap ke Bill Me Lag ho.

ab Uske Baad aap ko item Select karna Hai Jo Aap Ne Second Ledger Me Banaya the aap ko uski quantity or uska rate bharna Hai total wo apne aap kar le ga .


ab uske baad aap ko purchase Tax Select Karna Hai jo Bhi Tax aap ka bill me laga ho "4 % " Ya "2%" Ya "12" 


Note: - Purchase Tax or Purchase Ledger Dono alag Alag Hote Hai Upar Ledger Karna Hai or Niche Tax Wala Purchase Karna Hai Jo Is Prakar Karna Hai (Tax 4% Sat 1%) 


or aap uske baad enter maar kar bill ke bare me black box me kuch bhi likh sakte hai uske baad eneter enter maar kar select kar de


lo ji ho gaya enter aap ka Purchase Bill


Aap Ko Hamara Ye Blog Kaisa Lag Likhna Na Bhuliye Ga


Aap Ka Apna


Aman Mastana Katiyar


10 टिप्‍पणियां:

  1. Sir hamare holesale ka bussiness h to hamare liye kon kon si accounts books bnani jaruri hai or gst kese online Jama kerwa ya jata hai kya hme accounts books ke liye kisi chartered accountant ko rkhna jarurI hai ya hm khud b ye kam kr skte hai

    जवाब देंहटाएं
  2. Party ka ledger bunate time usko Kiske under lena hota hai Ye btaoo plz. Jeise ki sundry creditor Ya debtors etc.

    जवाब देंहटाएं
  3. hallo sir tally me udhar maal ki entry kya hogi or agar uska payament bank se kar rahe hain to entry kya banegi

    जवाब देंहटाएं

Mai Aap Ki Madad Business Startup Karne ,Tally Ki Jankari Karne, or Entertainment ,Karne Me Karu Ga Agar Aap ko Koi Comment Karna Hai To Neeche Box Me Comment Kare

All Papuler Blog's