गुरुवार, 23 मार्च 2017

आप FREE में Domain और Hosting कैसे ख़रीदे

                                    Hello Dosto aaj mai aap ko ek aisa Post Dene jar aha hu jiske liye sayad aap ne bahut sari mehnat ki hogi or sayad aap safal bhi hue hoge ya nah bhi hue hoge lakin agar aap safal hue hai to bahut acchi baat hai or agar aapa safal nahi  hue hai to aaj meri is post ke sahare sayad aap ko apni mehnat ka fal mil jaye waise to maine  ye post kahi se padhui hui hai or isko apne hatho se kiya bhi hail akin fir bhi sayad aap hamari is post se aap ko bhi kuch madad mil jaye jaisa ki maine aap se wada kiya  hai ki aap ki madad karna hi hamari khushi hai . 

Kya Aap Blogger Se WordPress Par Shift Hona Chahte Hai? Kya Aap WordPress Par Apna Ek New Blog Start Karna Chahte Hai? Agar Aapka  Jwab  Haan Hai To Aapne Internet Par WordPress Par Apna Blog Host Karne Ke Liye  Hosting  Providers Ke Plans To Jarur Dekhe Hi Honge.
WordPress Par Apna Blog Host Karna Jyada  Mehnga To Nahi Par Jaruri Nahi Ki Us Price Ko Bhi Sabhi Afford Kar Paaye. WordPress Ke  Liye Aapko Hosting Ke Liye Annually Kum Se Kum 5K Rupees To Kharch Karne Hi Padenge. Aur Bina Hosting Kharide Aap WordPress Par example.comKi Jagah Sirf example.wordpress.com url Wala Blog Hi Create Kar Skte Hai.
Kaafi Log WordPress Ke Mahnge Plans Ki Wajah Se BlogSpot Par Apna Blog Host Karte Hai, Lekin Baad Me Unhe Lagta Hai Ki    Shayad WordPress BlogSpot Se Better Blogging Platform Hai Lekin Hosting Plans Ki Wajah  Se Vo Hosting Nahi Kharid Paate Aur Unhe Apne Current Blogging Platform Par Hi Rehna Padta Hai.
Aaj Mai Aapko Is Post Me WordPress Par Free Domain Aur Hosting Ke Sath Apna Blog Start Karne Ke Baare Me Btaunga. WordPress Ek   Popular Blogging Platform Hai, Jis Par Duniya Ke 20% Se Jyada Blogs Aur Website Host   Kiye Ja Rahe Hai. Sath Hi WordPress Aapko Kisi Bhi Dusre Blogging Platform Ki Bajay Jyada Customization Option Deta Hai Aur Aapka Apne Blog/Website Par Pura Control Rehta Hai...Is Wajah Se Bhi Yeh Jyada Famous Hai. To Chaliye Ab Mai Aapko Btata Hu Ki Aap WordPress Par Free Me Apna Blog Kaise Host Kar Skte Hai.
Ek Free Sub Domain Ki Jagah   Ek .in/com /net/org Wala Domain Jyada Faydemand Hota Hai Aur Yeh Aapke Readers Ko Aapke   Blog Ka url Yaad Rakhne Me Bhi Helpful Hota Hai. Domain Names Jyada Mehnge Nahi   Padte Hai Aur Aapko Ek Domain With Email 99 Rs/- Annually Easily Mil Jata Hai.
Aap Chahe To Ek Domain GoDaddy   Se Buy Kar Skte Hai Ya Fir Yahi Domain Aap Ek Saal Ke Liye Free Me Use Kar Skte Hai Aur Uske   Baad Agar Aapko 1 Saal Se Is Blog Se Kuch Income Aur Popularity Mile To Aap Iska   Premium Version Use Kar Skte Hai.

To Chaliye Ab Mai Aapko Btata Hu    Ki Aap Kis Tarah Ek Free .com Domain Ke Sath Free Hosting Le Kar Apne Blog Ko    WordPress Par Host Kar Sakte Hai.

How To Get Free Hosting And A Free .com Domain?

Step #1 - Get Your Free .com Domain
1. Sbse Phle Apne Smartphone Ya Computer Me Is Link Ko Open Kare. One.com
2. Page Open Karne Ke Baad Aapko Domain Aur Hosting Plans Show Honge.
3. Ab Aapko Is Page Me Nmbr 1 Par Show Ho Rahe Plan Par Click Karna Hai.  ( See Below Screenshot )
 
 4. Ab Aapko Agle Page Me Apne Domain Name Enter Karna Hai, Jo Aapko Chahiye.
5. Agar Aapka Domain Name Available Hoga To Uske Saamne ✔ Icon Show Hoga.
6. Agar Aapka Domain Name Available Hai To Search Box Ke Niche Apne Domain Name Par Click Kare.

Step #2 - Enter Your Billing Details
1. Domain Select Karne Ke Baad Aapko Agle Page Me Apni Basic Details Name Aur Email    Address Karne Honge. Enter Karne Ke Baad Next Par Click Kare.
2. Ab Agle Page Me Aapko Apna Adress Enter Karna Hoga. Ye Puri Process Carefully         Follow Kare Kyu Ki Ye Sbse Important Hai.
3. Apni Country Me Germany Hi Select Kare. ( Germany Ke Alawa Koi Aur Country Select Na Kare.
4. Ab Ek New Tab Me fakeaddressgenerator.com Link Open Kare Aur Uske Baad Germany Select Kare.
5. Ab Aapko Yha Kisi German Ka Address Show Hoga.
6. Ab Yha Se Address Copy Kar Ke Carefully Billing Address Waale Page Me Paste Kar De.
7. Ab Aapko Yha Germany Ke Mobile Number Enter Karne Honge Aur Unhe Verify Bhi Karna Hoga.
8. Germany Ke Mobile Number Ke Liye Aap Ek New Tab Me Ye Link Open Kare – sms-receive.net
9. Ab Yha Se +49 Country Code Waale Germany Ke Number Par Click Kare.
10. Ab Number Copy ( Without Country Code ) Kar Ke Billing Address Me Paste Kar De Aur Proceed Par Click Kare.
11. Ab Aapse Agle Page Me Yeh Puchha Jaayega Ki Aap Payment Kaise Karenge?


 Ghabrayiye Nahi  Aapko Kuch Bhi Pay Nahi Karna Padega. Aap Bus Bank Transfer Par Click Kar Ke Purchase Par Click Kare.

Step #3 - Verify Your Email And Mobile Numbe
1. Purchase Par Click Karne Ke Baad Aapko Ek Thank You Page Show Hoga.
2. Ab Ek New Tab Me Apna Email Inbox Open Kare.
3. Yha Aapko One.com Ki Taraf Se Aaya Hua Ek Email Milega.
4. Use Open Kare Aur Usme Diye Huye "Go To Activation Page" Button Par Click Kare.
5. Ab Aapka Email Verify Ho Chuka Hai. Ab Aapka Agla Kaam Hai Apna Mobile Number Verify Karna.
6. Iske Liye Aap Wapas Us Page Par Jaaye Jha Se Aapne Number Copy Kiye The.
7. Us Page Ko Refresh Kare. Aapko one.com Ki Taraf Se Aaya Hua Ek Verification Code Milega.
8. Us Code Ko Aap Verification Page Me Enter Kare Aur Verification Process Complete Kare.
Step #4 - Set Your Account Password
1. Mobile Number Verify Karne Ke Baad Aapko One.com Ki Taraf Se Ek Domain Activation Ka Notification Show Hoga.
2. Ab Aap Fir Se Apne Email Inbox Me Jaaye Aur One.com Ki Taraf Se Aaye Huye Email Ko Open Kare.
3. Is Email Me Aapko “Select Password” Wala Button Show Hoga, Us Par Click Kare.
4. Ab Ek New Tab Me "Create Password" Wala Page Open Hoga.
5. Strong Password Enter Kare Aur Save Par Click Kare.
Step #4 - Set Your Domain On WordPress
1. Password Set Karne Ke Baad Aapka Agla Kaam Hai - “Domain Ko Live Karna.”
2. Ab Aapke Saamne Kaafi Saare Options Show Honge, Jaise Mail Administration, Website Builder, 1 Click WordPress etc.
3. Aap “1 Click WordPress” Par Click Kare.
4. Ab Agle Page Me “New Installation” Par Click Kare.
 

5. Apne Blog Ki Language Enter Kare Ya By Default “English” Hi Rhne De.
6. Ab Install Par Click Kare.
7. Ek Baar Fir Se Language Select Kare.
8. Ab Aapko Agle Page Me Apne Blog Ki Kuch Details Enter Karni Hogi.
9.  Ab Aap Site Title, Username, Email Aur Ek Extremely Strong Password Enter Kare.
10. Aapne Successfully Ek WordPress Blog Bana Liya Hai. Ab Aapke Saamne Aapke Blog Ka Dashboard Hai. Jo Kuch Is Tarah Ka Hoga. Jha Se Aap New Posts, Plugins, Themes, Settings etc Access Kar Skte Hai.


Khair, Agar Aapke Mn Me Abhi Bhi Free Blog Bnae Ko Lekar Koi Confusion Hai To Aap hamko msg kar sakte hai

13 टिप्‍पणियां:

  1. I truly love your site.. Pleasant colors & theme. Did you create this web site yourself?
    Please reply back as I'm hoping to create my own personal website and want to learn where you got this from or what the
    theme is called. Thanks!

    जवाब देंहटाएं
  2. Definitely believe that which you stated.
    Your favorite reason seemed to be on the web the easiest thing to be aware of.
    I say to you, I certainly get annoyed while people think
    about worries that they plainly do not know about.
    You managed to hit the nail upon the top and also defined
    out the whole thing without having side-effects ,
    people can take a signal. Will probably be back to get more.

    Thanks

    जवाब देंहटाएं
  3. Pretty nice post. I just stumbled upon your weblog and wanted to say
    that I have really enjoyed browsing your blog posts. After all I'll be subscribing to your feed and I hope you write
    again very soon!

    जवाब देंहटाएं
  4. Howdy! I could have sworn I've been to this blog before but after looking at a few of
    the posts I realized it's new to me. Regardless, I'm certainly happy I discovered
    it and I'll be book-marking it and checking back often!

    जवाब देंहटाएं
  5. I appreciate, result in I discovered just what I was having a
    look for. You've ended my four day lengthy hunt! God
    Bless you man. Have a nice day. Bye

    जवाब देंहटाएं
  6. Hello it's me, I am also visiting this website on a regular basis, this site is
    actually fastidious and the people are really sharing nice thoughts.

    जवाब देंहटाएं
  7. If you are going for most excellent contents like me, only go to see this website all the
    time for the reason that it offers feature contents, thanks

    जवाब देंहटाएं
  8. Hi Dear, are you genuinely visiting this website daily, if so afterward you will absolutely obtain nice know-how.

    जवाब देंहटाएं
  9. Free me domain aur hosting kharidne ke bare me achhi jankari di hai. Dhanyavad

    जवाब देंहटाएं
  10. Thanks For Sharing!! Its really helpful for beginners, waiting for a more new post. Keep Blogging! Max Cloud Host WordPress hosting plans differ in terms of allocated resources and additional features available.

    जवाब देंहटाएं

Mai Aap Ki Madad Business Startup Karne ,Tally Ki Jankari Karne, or Entertainment ,Karne Me Karu Ga Agar Aap ko Koi Comment Karna Hai To Neeche Box Me Comment Kare

All Papuler Blog's